- Lyrics
- Album list
- Singer Intro
Anup Jalota
-
Umar Ka Panchi Udtha Jatha
Umar ka panchi udtha jatha Kyo prani prabhu naam na gatha re
Kisse patha hai kal kya hoga Patha nahi kis pal kya hoga Kal chakra chaltha mad matha Kyo prani prabhu naam na gatha re
Umar ka panchi udtha jatha Kyo prani prabhu naam na gatha re
Kachi sason ki kya asha Kar jaye kab bandh tamasha Tu murakh man kyo barmatha Find more lyrics at ※ Mojim.com Kyo prani prabhu naam na gatha re
Umar ka panchi udtha jatha Kyo prani prabhu naam na gatha re
Aaj kahe kal naam ratonga Kal aye phir kal japalonga Bhita kal kabi loutana atha Kyo prani prabhu naam na gatha re
Umar ka panchi udtha jatha Kyo prani prabhu naam na gatha re
-
|